Alone Shayari
Alone Shayari
Ab to un ki yaad bhi aati nahin, Kitni tanha ho gayin tanhaayiyan..
Manzile Bhi Uski Thi Rasta Bhi Uska ThaEk Main Akela Tha, Kafila Bi Uska Tha Sath-Sath Chalne Ki Soch Bi Uski Thi Fir Raasta Badalne Ka Faisla Bhi Uska Tha.
Chiraagon Ki Roshni Jab Zara Hili Laga Tumhari Ek Aahat Si Mili Jaake Dekha Jab Dar Pe To Phir Wahi Zaalim Hawa Mili
Aik Pal Ka Ehsas Bankar Ate Ho Tum Dosre Hi Pal Khuwab Bankar Ur Jate Ho Tum Janty Ho K Lagta Hia Dar Tanhaiyo se Phr Be Bar Bar Tanha Chor jate ho Tum
Geele Kagaz Ki Tarah Hain Zindagi Apni Koi Jalata Bhi Nahin Koi Bahata Bhi Nahin Is Qadar Hain Akale Rahaon Mein Dil Ki Koi Bulata Bhi Nahi Koi Batlata Bhi Nahin.
Dard Me Koi Mausam Pyaara Nai Hota Dil Ho Pyasa To Pani Se Guzara Nai Hota Koi Dekhe To Hamari Bebassi Hum Sab Ke Ho Jate Par Koi Hamara Nahi Hota
Is Do Pal Ki Zindagi Mein Tanhai Kyu Hai ? Logon Ko Humse Ruswai Kyu Hai ? Is Duniya Mein Insane Kam To Nahin Phir Mere Saath Sirf Meri Parchai Kyu Hai
Udaas Muskurahaton Ke Peeche, Ghum Ke Railay Hain Ab Tumhain Kya Batayain, Ke Tum Bin Kitne Akele Hain
Mulakat Bhi Kabi Aansu De Jati Hai Nazren Bhi Kabi Dhokha De Jati Hai Gujre Hue Lamho Ko Yaad Krke Dekhiye… Tanhai Bhi Kbi Kabi Sukoon De Jati Hai
Ab Bhi Taaza Hai Zakhm Seene Mein, Bin Tere Kya Rakha Hai Jeene Mein, Hum To Zinda Hain Tera Sath Paane Ko, Warna Dair Kitni Lagti Hai Zaher Peene Mein
Hum Nikle the pyar ki Talaash main…. Badi muskil se unko dhundha, unhone je soch kar alwida keh diya…. Gareeb lok hai mohabat ke siva kya denge
Gila aap se nahi koi, Gila hum apni majbooriyon se karte hain. Aap aaj hamare karib naa sahi….. Mohabbat to hum aapki dooriyon se bhi karte hain…
Milne ki khushi hai ya bichhadne ka gum, Ankhon mein aansu hai ya udas hai hum, Kaise kahain ki kaise hain hum, Bas itna samajh lena ki tum bin bohut akele hai hum.
Tum Haqeeqat Ho Ya Faraib Meri Aankhon Ka Na Dil Say Niqaltay Ho Na Zindagi Mein Aatey Ho…!
Ham Ne Kab Un Say Mulaqat Ka Waada Chaha Door Reh Kar To Unhe Aur Bhi Ziyada Chaha Yaad Aaye Hamen Aur Bhi Shidat Say Who Bhool Jane Ka Unhe Jab Bhi Iraada Chaha
Khayal me aata hai jab us ka chehra, To labon pe aksar faryaad aati hai, Hum bhool jate hai us k sare sitam, Jab us ki thori si mohabbat yaad aati hai…
Kitni raaten beet gai, kitne din beet gaye. Bus beeta nahin to yaadon ka vo pal, wo guzra hua kal, Beeti nahin to aankhon ki nami, aur aapki kami.
Meri Aawaz Usay Sunai nahi deti, Ab to door tak koi Umeed bhi Dikhai nahi deti,Ehsas Usay Aur Sab Logon ka hai, Bus meri hi Tanhai Usay Dikhai nahi deti
किन लफ़्ज़ों में बंया करूँ मैं अपने दर्द को, सुनने वाले तो बहुत है मगर समझने वाला कोई नहीं…
See Also :
COMMENTS